1)Behtay Ashkon ki zaban nah hoti, Lafzon me mohabat bayan nahi hoti,,milay to pyar to kadar kerna kismat har kisi per meharban nahi hoti..
2)Hamari dosti ka ehsas
Aik din bahroon k phool murjha jayeenge jab bhule se kabhi hum yaad aayeenge
ahsas hoga tumhein humari dosti ka jab duur bahat duur hum tum se chale jayeenge
3)koyi ho baat na dil se lagana
ager apna samjho to hi batana
bhool ho humse to samjhana
samjho jo haq to jatana
ki hai jo dosti to dil se nibhana
4)Dosti ke bazaar me chah nahi hoti
dard hota hai magar aah nahi hoti.
dil se kiya gaya ho koi sauda
to chukaai gayi kimat ki parwah nahi hoti
5)Aapki Dosti hamein is kadar pyaari hai, Jis tarah bin paani ke machli bechari hai, Ab na aur kuch khawish hai, Bus tum DOST bane raho ye hi tum se guzarish hai
6)Apni Zindagi Me Mujhe Qareeb Samajh na Koi Gam Aaye To Sharik Samajh na De Denge Muskrahat Aansoon K Badle Magar Hazaron Doston Me Thora Sa Aziz Samajhna
7)Tanha ho kabhi to mujko dhundna,
duniya se nahi apne dil se poochna,
Aas pas hi kahi base rahte hain hum,
yaado se nahi saath guzare lamho se puchna..!!
8)dil ki gali may koi gham na ho.........Hamari ye dosti kabi kam na ho.........bas yahi dua hai tum sada khush raho.........kya pata hum
9)oyi ho baat na dil se lagana
ager apna samjho to hi batana
bhool ho humse to samjhana
samjho jo haq to jatana
ki hai jo dosti to dil se nibhana!
10)tari dosti ka tareef zuban pa aanne lagi,
tum sa dostti kee too zindagi muskrana lagi,
yeah taira piyaar thaa ya mairy achai .
ka her saans sa tairy liyeah duwa aany lagi.
No comments:
Post a Comment